#bure sapne
Explore tagged Tumblr posts
walllflowaa · 1 year ago
Text
@trashmeowcan ko shaant karo bure sapne aayege nahi toh :(
6 notes · View notes
drcare4u · 2 months ago
Text
जानें बुरे सपने आने के कारण और इन्हे अवॉयड करने के उपाय - jaane bure sapne aane ke kaaran aur inhe avoid karne ke upay
लगातार बुरे सपने, जिन्हें अक्सर दुःस्वप्न के रूप में संदर्भित किया जाता है, जिसे हम नाईटमेयर कहते हैं। ऐसे तो सपनों को लेकर लोगों के मन में अलग-अलग तरह की अवधारणाएं बानी हुई हैं, पर असल में ऐसा क्यों होता है इसका पता लगाना बहुत जरुरी है। कभी कभार सपने आना सामान्य है, पर यदि रोजाना आपको बुरे सपने (bad dreams) आते हैं तो इसे नज़रअंदाज नहीं करना चाहिए। बैड ड्रीम के कई साइकोलॉजिकल कारण हैं, जिसे समझना…
0 notes
shayaranasafar · 2 months ago
Text
Descriptive Essay | Prose: Takliif
“Takliif hona achcha bhi hota hai aur bura bhi. Kisii apne kii fikr hoti hai tab bhi takliif hoti hai, aur kisi apne ke dard dene par bhi takliif hoti hai. Khuda se kii hui dua qubool naa hone par bhi takliif hoti hai, aur apne bure vaqt mein jab Khuda koi khoobsurat tohfa de jaate haiñ tab bhi takliif hoti hai. Takliif se kabhi ghutan bhi hoti hai, kabhi wo dil par bhaari bhi lagti hai. Takliif kabhi zindagii kii sabse badi nemat* bhi hoti hai, jo hameiñ zindagii jeena sikha deti hai.
( nemat* = blessing )
Apne sapne tootne par bhi takliif hoti hai, aur kisii apne ke sapnoñ kii qurbaanii dekhne par bhi utni hi takliif hoti hai. Zaruurat meiñ madad naa milne par bhi takliif hoti hai, aur kisii apne ko takliif meiñ dekh, madad naa kar paane par bhi utni hi takliif hoti hai. Mohabbat meiñ dil tootne par bhi takliif hoti hai, aur dosti ke tootne par bhi utni hi takliif hoti hai.
Takliif kaa paimaana* khushi meiñ bhi hai aur gam meiñ bhi hai; apne dard meiñ bhi hai, aur apno ke dard meiñ bhi hai; gusse meiñ bhi hai aur ranj* meiñ bhi hai; anaa* meiñ bhi hai aur rashq* meiñ bhi hai; dosti meiñ bhi hai aur dushmani meiñ bhi hai. Takliif milne par hausla bhi aata hai, himmat bhi aur badle ki bhaavna bhi aati hai. Ye ham par hai, ham kis jazbaat ko aag lagaakar havaa dena chahte haiñ.
( paimaana* = measure; ranj* = grief; anaa* = ego; rashq* = jealousy )
Takliif kaa nazariyaa insaan kii gahri soch par hota hai. Koi zindagii ke mushkil raastoñ meiñ bhi Khuda kii khoobsurat manzil ya tohfa dekh paata hai, koi Khuda par ilzaam lagaane meiñ wo tohfa kho deta hai. Soch sirf achchhii nahiiñ honi chahiye, gahri bhi honi chahiye. Pahle khud kii soch kii gahrai tak jaana seekhiye, tab aap zindagii kii gahrai samjh paayeñge.
Takliif kii wajah to har kisii ko samajh aa jaati hai. Takliif ke piiche ankahe lafz, ankahe jazbaat aur ankahe aansu har kisii ko nazar nahiiñ aate haiñ. Wo tabhi nazar aaeñge jab aap soch kii gahrai tak jaayeñge. Jab aap ye samjheñge ki takliif mahsuus hone kii wajah aap khud haiñ, ya jinhone aapko takliif dii hai, wo khud haiñ. Agar aap haiñ to khud ko bahtar banaaiye, agar dusre haiñ to unki wajah kii gahrai ko, unke ankahe jazbaat aur ankahe zaruuratoñ ko samajhna seekhiye.”
© Aks Akshita Aks
1 note · View note
ritesh-writes · 3 months ago
Text
Tuesday, August 20th ❤️
Kiski firaak mein zindagi bitayi maine?
Kisko khush karne mein waqt guzara?
Kyun zindagi bure sapne si aahat hai?
Ab kyun bujhi hui har chahat hai?
Ab Kyun fark ab kam padta hai mujhe?
Ab kyun akelapan iklauti rahat hai?
Kyun? 🍁🍂
0 notes
vilaspatelvlogs · 4 years ago
Text
रात में आते हैं डरावने सपने या परिवार में रहता है लड़ाई-झगड़ा, करें फिटकरी के ये आसान उपाय
रात में आते हैं डरावने सपने या परिवार में रहता है लड़ाई-झगड़ा, करें फिटकरी के ये आसान उपाय
ज्योतिष डेस्क, अमर उजाला Published by: Shashi Shashi Updated Fri, 09 Apr 2021 12:03 PM IST फिटकरी के फायदों के बारे में तो ज्यादातर लोगों को पता ही होता है। शेविंग करते समय कट जाने पर और इसके अलावा पानी साफ करने के लिए भी फिटकरी का प्रयोग किया जाता है, लेकिन क्या आपको पता है कि फिटकरी के उपयोग से आप अपने जीवन की समस्याओं से भी छुटकारा पा सकते हैं। यदि रात को सोते समय नींद में डर जाते हैं, फिर…
View On WordPress
0 notes
gay-ass-hell · 3 years ago
Text
i am bisexual and i don't like frogs yeah we exist
33 notes · View notes
harshxwrites · 3 years ago
Text
Girte rahe aaansu par raat bhar main ro naa saka
bure sapne toh dekhe par raat bhar main so na saka
Soorat, shakal, hainaat dekh kar ho jaun tera kaise?
yun beet gayi zindagi aadhi khud kaa toh ho naa saka.
2 notes · View notes
abbasizaibi · 8 years ago
Text
Bure Sapne by RD Prince ft. Saifi (Music Video)
Bure Sapne by RD Prince ft. Saifi (Music Video)
The most awaited song Bure Sapne by RD Prince and Saifi has been released, So have a look on the song below. Previously Shared: Chehray by Killer Mark (Music Video Released) Bure Sapne Song Credits Track : Bure Sapne Artists : RD Prince & Saifi Video : Inderpal Singh Watch this song in below player:
View On WordPress
0 notes
chaipecharcha · 5 years ago
Text
मंज़िल Manzil Lyrics – Jatt Prabhjot, Gurvansh Gujral
Manzil Lyrics in Hindi, English. The song is sung by Jatt Prabhjot and Gurvansh Gujral. The lyrics for the song Manzil are written by Gurvansh Gujral.
Song Details
Song: Manzil
Singers: Jatt Prabhjot, Gurvansh Gujral
Lyrics: Gurvansh Gujral
Manzil Lyrics – Jatt Prabhjot
Jude zameen se Aasmaan pe rakhe pair Pehle teri mehnat phir hoti rab di mehr Lekeer ka fakeer ban’ne ka tha na shauk Tabhi to ban paya aap sabka Jatt Prabhjot
To good morning friends Sat sri akal namaste Badon ko pairi pauna chhoton ko hello
Umar 10 tera bhai tass se mass School ke khoob maze maze loot Aur padhne mein tha main mast Shauk the do Ghoomna phirna aur padhai Baaki aankhon se dikhta na thi utni kamayi Jo le jaaye mujhe baahar, dilaye kapde Main paagal sa bachcha Lagta tha unse jhagadne
Pyar karne se zyada papa majboor the Tabhi to dost yaar mere mujhse door the Purane mere kapde, purane joote Purani yeh kitabein Woh hanste the mere munh pe Kyun be ismein meri kya hai galti Par jald hi main seekh gaya Majboori bhi ek galti
Chalna sikhaya tujhe daudna hai Jeena sikhaya tujhe jeetna hai Kehna sikhaya tujhe cheekhna hai Tukhe seekhna hai
Chalna sikhaya tujhe daudna hai Jeena sikhaya tujhe jeetna hai Kehna sikhaya tujhe cheekhna hai Tukhe seekhna hai Tukhe jeetna hai
Kuchh hi samay nave kaam pe main jaane laga Umar thi 12, 22 ki soch ko laane laga Kam thoda khaane laga Aansu ko dabaane laga Apne se bhaari wazan main uthane laga
Padhne ka shauk kaam karne ki majboori thi Raat raat bhar padhai se Kamzor aankhein ho rahi thi Meri umar mein laundon ke toot’te dil Yahan meri aankhon ke saamne Meri dukaan toot rahi thi
Woh bhi tha samay room ek rehte log 5 Wahin tha khaana peena wahi bani apni dukaan Kayi baar socha ki le leta hoon apni jaan Par imaan bola papa ki baat ka banega kaun shaan Zaruratein poori hon na hon Par meri fees bhari jaati thi Meri maa ki aankhon mein woh ek tasveer Mujhe hamesha dikhlaati thi Ke mujhe hona kaamyaab Karna kanyadaan meri chhoti behan Meri jaan mera samman Mere ghar ki khushiyon ko wapas deni jaan seedhi baat Waapas lana apna aatmsamman
Chalna sikhaya tujhe daudna hai Jeena sikhaya tujhe jeetna hai Kehna sikhaya tujhe cheekhna hai Tukhe seekhna hai
Chalna sikhaya tujhe daudna hai Jeena sikhaya tujhe jeetna hai Kehna sikhaya tujhe cheekhna hai Tukhe seekhna hai Tukhe jeetna hai
Poori padhai kiya thi naukri ki talaash Saal bhar ghoome baby bana na paaye koyi baat 4000 koyi deta 5000 Is’se zyada dukaan pe mere chhotu ki thi pagaar Kaam pakde jo bhi mujhe takkre Na the koyi nakhre Kyun ki saaf mere sapne Sath mere apne Sath kiya kaam, sath faila naam Aaj bhi thok ke salaam apne bhaiyon ko Jinhone diya sath Jinhone mere bure waqt mein bataya hath Yeh zamana hath kaatne walon ka Jaat-paat mein baatne walon mein se Na tha koyi mera yaar
Dhool vi chatt layi, duniya vi takk layi Koyi kise da yaar nai jadd hundi ae takleef Yaar pra vi nakli eh gall ch koyi shakk ni Paalo tussi kutta par paalo kade sapp nai
Poori zaruratein ab ho rahi thi Meri maa bhi ab sukun se so rahi thi Par mere andar ka jwala tha Mujhe jo sata raha tha Us’se meri neendein ab kho rahi thi
Kaam kar raha hoon, ghar bhi theek hai Yaar dost kehte toone paa li jeet hai Par aana mujhe rona yeh kaisa mera naseeb Kaamyaabi ke baad bhi mujhe mili na koyi jeeta hai
Dum mera ghut raha Maa mujhe poochhti Raaton ko mujhe neend nahi kaam mein aati Sochti santushti nahi hai Kisi bhi baat ki mujhe khushi kyun nahi hai Chardiwari ko chhod karna aasmaan ki sawari Maine soch liya yeh kaam mere bas ka nahi hai
Zindagi jeeni hai ik baar jee shaan se Manzil hai door par lagaam tere hath mein hai Zinda hai tu kyun ki khuda tere sath mein hai Na dar tere kala tere hath mein hai
Kaamyaab banda kaam ke baad bhi khush nahi hai To woh kaamyaab hi nahi hai Iklauti zindagi ko ro kar jeena Achchi baat to nahi hai
Job se off lekar savings ko tod diya Kar explore mujhe yeh hai maine thaan liya Ghar walon ne bhi mujhe poora support kiya Soch liya gaadi maine Laddakh ko mod liya
Lagaya go pro Jaane laga slow slow Leta raha photo Ab leta raha slow mo Dekha maine jo jo Main chahta sab kuchh mera ho Main chahta har koyi dekhe kabhi Banaya pehla video Start to end maine poora record kiya Ghar aake dekha edit kiya phir upload kiya Sach bataun woh pehla zindagi ka din tha Jab har ek lamha maine poori khushi se jiya
Chalna sikhaya tujhe daudna hai Jeena sikhaya tujhe jeetna hai Kehna sikhaya tujhe cheekhna hai Tukhe seekhna hai
Chalna sikhaya tujhe daudna hai Jeena sikhaya tujhe jeetna hai Kehna sikhaya tujhe cheekhna hai Tukhe seekhna hai Tukhe jeetna hai
Back to square one, one on one Shuru huyi jung jo thi meri khud se Kamaun thoda kam par karun kaam Jismein lage mann Yeh maine thaan liya man se Back to back phir video banane laga Chhutti to milni nai thi salary katwane laga Daant bhi khaane laga par baat nai koyi Dilli Manali Mussoorie to ghoome mila Dekh dekh views badhne lage Log mere naam se mujhe jaan’ne lage Road pe rok ke mujhe bulane lage Phir ek din hua kuchh aisa Meri aankhon se aansu na ruke
Paa li jeet bhale aa jaaye maut ab Hua kaamyaab na bacha kisi ka khauf ab Shohrat paa li maine, daulat paa li Papa ki chhaati chaudi ke saame tikega kaun ab Record kiya fastest growing youth Youtuber ki lagi bet Time hua mujhe aaye 2 saal 2 saal mein tera bhai 1 million paar
Diya shot maine short notice mein Aane lage notice mein tere bhai ke kisse Load kare shot kare video mein gaur kare Mere liye comments mein logon ki maa-behn kare Mere fans ne diya bohat pyar Haters ne mere liya rakha mangalvar Samachaar aaya Jatt Prabhjot ko mila pyar Tabhi to KTM se seedha le li BMW car
Bana blogger na kisi ka naukar Din mein kaam khud ka shaam mein hoon shopper Hip hopper bhai mere sath Gurvansh Gujral gol maare jaise soccer Plan tha foolproof na khela main gambling Tumhare liye tough jaise carry of gavin Off road zindagi mein smooth rakhi handling Tumhein laga shot put maine javelin Subscribe karein dislike ke liye Face hide karein meri ek bite ke liye Lakhon mein views har video ko aate Haters ka aabhari main iss hype ke liye Door se dekh kar murjhane wale log aaj Door door se aate mujhe milne Purani tasveerein inbox mein bhej kar Aate banane nave nave rishte Jo na karte the follow Aaj tweet karte hain mere baare main Waise to manzil hai boht door Par kayi log humein ginte sitaaron mein
Tumhare saame hai aaj mera kal Na yeh chamatkaar bas mehnat ka phal Aap sabhi ke pyar se haters gaye jal Aur main seekh gaya zindagi ka jeena har pal Haan manzil bohat door hai Par yeh mukaam mere liye kisi jeet se kam nahi Bure samay ko sahi banana hamare hath mein hota hai Bas sachche man se mehnat karte jao Aur pyar failate jao Isiliye main yeh kehta hoon
Dua bani dawa Jahan kabhi socha na tha Wahan aaj hoon khada Jo na jaante the woh bhi aaj hain mere gawah Mata pita aur chahne walon ko dil se shukriya
Music Video of the song Manzil by Jatt Prabhjot
Tumblr media
मंज़िल Manzil Lyrics in Hindi – Jatt Prabhjot
जुदे ज़मीन सी अस्सलाक़न पे राखे जोड़ी पेहले तेरी मेहनात फिर होति रब दी मेहर लेकेर का फेकर बान न का था ना शुक तबहि ते बान पै आप सब जट प्रभजोत
तोह गुड मॉर्निंग फ्रेंड्स सत श्री अकाल नमस्ते बदन को पियरी पौना छोटन को नमस्कार!
उमर दस तेरा भाई त��� से मास खेल ख़ुद और भूलभुल��या और पधने में था मुख्य मस्त शौ द दो घूमना फिरना और पढाई बाकि आंखों से दीखता न थी उतनी कामाय जो ले जाए मुजे बहार, दिलय कपडे मुख्य पागल सा बचचा लग गया था अनसे झगड़ने
प्यार करे से ज़ियादा पापा मजबूर द तबही टू दोस्त यार मेरे मुजसे दरवाजा पुराणे मेरे कपडे, पुराणे जूटे पुराणी येह किटबिन वो हन्स्ते द मेर मुन पे क्यूं रहो इस्माईन मेरी क्या है ग़लती परल जलद ही मुख्य सींच गया मझौरी भई इक गलति
चलन सिखाय तुझे दोधना है जीना सिखाय तुझ जीतना है केहना सिखाय तुझे चेखना है तुझे चाहना है
चलन सिखाय तुझे दोधना है जीना सिखाय तुझ जीतना है केहना सिखाय तुझे चेखना है तुझे चाहना है तुझे जीतना है
कुच ही समै नव काम पे मेन जाने लागा उमर थी १२, २२ की सोक को लने लागा काम थोडा खाने लागा आंसु को डाबाने लग आपन से भरि वजन मुख्य उतने लागा पधने की शुक के करम की मजबूरी थी रहत भरत पद पावै कमज़ोर आंखें हो रही थी मेरी उमर में लौंडों के लिए ते दिल यहान मेरी आंखें के साथ मेरी दुकाँ तोत रहि थि
वोह भई ठा समै कमरा एक रहटे लॉग 5 वाही ठा खन्ना पेना वही बानी अपणी दुकाँ कइने बर सोचे अइ ले लेत हु आपनी जान पार इमान बोला पापा की बात का बन्ने कोन शान
जरुरतिन गरीब हो ना हो पार मेरी फीस भरती जाती थी मेरी माँ की आंखें मैं वो एक तसवीर मुजे हमेश दीखलाती थी के मुजे होना कामायाब कर्ण कन्यादान मेरी छोटी बेहन मेरी जान मेरा सम्मान मेरे घर की ख़ुशी को कोस देनी जान सेदिहि बैत वपस लना अपना आपत्समन
चलन सिखाय तुझे दोधना है जीना सिखाय तुझ जीतना है केहना सिखाय तुझे चेखना है तुझे चाहना है
चलन सिखाय तुझे दोधना है जीना सिखाय तुझ जीतना है केहना सिखाय तुझे चेखना है तुझे चाहना है तुझे जीतना है
गरीब पदै किय, थी नुकरी की तालश साले भर घूमे बेबी बन ना कोई कोई बात 4000 कोयि डेटा 5000 इस्से से ज़ादा दुकाँ पे मेरे छोटू की थी पगार कहम पकडे जो भई मुजे तकरे ना कोइ नखरे क्यूं की साफ मेरे सपने, साथ मेरे अपने सठ किआ काम, शत फला नाम आज तक ठोक के सलाम अपना भायों को जिनोन दीया सठ जिनोन मेरे बूरे वक़्त में बत्तया हाथ ये ज़माना हठ कातने वालन का जात-पात में बाटन वालन में से ना था कोय मेरा यार
धूल वि छट लेई, दुनीया विठ लेकी कोइ किसे दा यार नै जद हुंडी ऐ तकलेफ यार प्र व वक ��ली एह गल च कोइ शक नी पेलो तुस्सी कुट्टा पार पलो कदे सप नं
पूरि जरुरतिन अब हो रहि थि मेरी माँ बोली अब सुकून से तो रही थी पार मेरे अंधेर का ज्वाला थ मुजे जो सता रहा था उसस से मेरी नेन्दीन अब खो राही थी
कहम कर रह ह, घर ब द थ ह यार दोस्त केते तू पा ली जीत है पार आना मुजे रोना ये कासा मेरा नसीब कामायाबी के बड़ भाई मुजे मिलि न कोय जीत
दम मेरा घौटा रह, माँ मुझ पूछती राटन को मुजे नेंद न काम में आटी सोचि संतति न होई किसि भी बात की खुशियाँ क्यूँ नहीं हैं चार दीवारी को छोड कर्ण अस्समान की सावरी मन सोच लिआ ये कहम मेरे बस का नहीं है
ज़िन्दगी जीना है इक बार जी शान से मंज़िल है द्वार पार लगाम तेरे हाथ में है ज़िंदा है तू क्यूं-क्या ख़ुदा तेरे साथ में है ना डार तेरे कला तेरे हाथ में है
कहमब बन्दा कहम के बड़ भी खुश होते हैं वोह कहमायब हाय नहीं है इकलाती जिंदगी को रो कर जीना अछि बाट से नहि है
नौकरी से दूर लकर बचत को टोड दीया कर अन्वेषण मुजे ये है मन थान लिया घर वालन न भई मुजे बेचारा समर्थन किया सोख लिया गादी मन लद्दाख को मोद लिया
लगाय गो प्रो जाने लागा धीरे लेटा राह फोटो और लेटा राह धीमी-मो दे खा मेन जो जो मुख्य चहत सब कछ मेर हो मुख्य चहत हर कोय दीखे कभी बनया पेहला वीडियो स्टार्ट टू एंड मेन पूअरा रिकॉर्ड किया घर एके डेखा संपादित कइया फेर अपलोड किआ सच बेटन वो पेहला ज़िन्दगी का दिन था जब हर एक लम्हा मेरी गरीब ख़ुशी से जिया
चलन सिखाय तुझे दोधना है जीना सिखाय तुझ जीतना है केहना सिखाय तुझे चेखना है तुझे चाहना है
चलन सिखाय तुझे दोधना है जीना सिखाय तुझ जीतना है केहना सिखाय तुझे चेखना है तुझे चाहना है तुझे जीतना है
बैक टू स्क्वायर वन, वन ऑन वन श्रुण हुई जंग जो थी मेरी खुद से कहमुन थोडा कम पर करुण काम जिस्मिन लागे मान ये मन थान लइया मन से
बैक टू बैक फायर वीडियो बने लागा छुटि ते मिलनि नाइ तेरी कटारें लागा दैत भए खने लगि परबत न कोइ दिली मनाली मसूरी से घूमने मिला
देख देख दृश्य बधें लागे लोग मेरे नाम से मुजे जान न लागे रोड पे रोक के मुजे बुलाने लागे फिर एक दिन हुआ कुच आइसा मेरी आंखें सी आंसु ना रुके
पा ली जीत भाल आ जाई मूत अब हुआ कामयाब ना बच्चा के खौफ अब शोहरत पा ली मान, दौलत पा ली पापा की छैती चौड़ी के साथ तमेगा कोन अब रिकॉर्ड किआ सबसे तेज बढ़ता युवा YouTuber Ki Lagi बेट समय हुआ मुजे आय 2 साला 2 साले में तेरा भाई 1 मिलियन पार
दीया शॉट मेन शॉर्ट नोटिस में आने लगे सूचना Mein तेरे Bhai Ke Kisse लोड करे शॉट करे विडियो में गौर करे मेरे Liye टिप्पणियाँ Mein Logon Ki Maa-Behan Kare मेरे फैंस ने दीया बोहत प्यार किया हटर्स नी मेरे लइया राखा मंगलवार समचर आया जट प्रभजोत को मिला प्यार तबी टू केटीएम सी सेधा ले ली बीएमडब्ल्यू कार
बाना वलगर ना किसी का नौकर दीन मैं क्या खुद् का शम हूँ हू दुकानदार हिप होपर भई मेरे साथ गुरुवंश गुजराल गोल मारे जायस शॉकर योजना था फूलप्रूफ ना खेला मुख्य जुआ गाविन के तुमरे लइये कठिन जायस कैरी ऑफ रोड ज़िन्दगी में चिकनी राखी हैंडलिंग तुम लग जात शॉट मेन जेवलिन
सब्सक्राइब करें Kare ki Ke Liye चेहरा छुपा के मेरि एक बइठे के लिय लाखन मीन दृश्य हर वीडियो को आटे हेटर्स का आभारी मेन इज़ हाइप के लिये
द्वार से देख कर मुद जेन वले लोग आज दोर द्व
The Full Lyrics for the song Manzil by Jatt Prabhjot. If you have any suggestions or want to suggest any change to the lyrics, please contact us.
Find other super hit Punjabi Song Lyrics here.
If you liked it, do comment below and Like & Share. Thanks!
Tumblr media
source https://chai-pe-charcha.com/manzil-lyrics-jatt-prabhjot-gurvansh-gujral/
0 notes
sabkuchgyan · 5 years ago
Text
क्या आप भी सपने में सोते हुए पहाड़ पर चढ़ रहे होते हैं तो इसका मतलब क्या होता है, देखें
क्या आप भी सपने में सोते हुए पहाड़ पर चढ़ रहे होते हैं तो इसका मतलब क्या होता है, देखें #SapneKaMatlab #SapnaAana #Dream #Lifestyle #Future #Astrology #Vastu
रोचक बातें :जब हम सोते हैं तो सोते समय हम अक्सर कुछ ना कुछ सपने के रूप में दिखाई देता है, जब सपने में हमें कुछ दिखाई देता है तो हम इसे सामान्य घटनाक्रम मानकर नजरअंदाज कर देते हैं, लेकिन क्या आपने कभी अपने भविष्य के बारे में सोचा है, यदि नहीं तो आपको बता दें सपने में दिखाई देने वाली कुछ चीजें या कुछ संकेत ऐसे होते हैं जो आपके भविष्य की ओर इशारा करते हैं, आज के इस पोस्ट में हम आपको ��सी विषय के बारे…
View On WordPress
0 notes
gaanaliveent · 4 years ago
Link
Thanks To God Song Lyrics - Emiway Bantai
Ab mei accha karra tha
Abba ka kam hora tha thap par woh nai har manenge
Woh badalke rhenge kismat
Filal jo waqt tha woh kaagi saqt tha 
paisa usane se pehle 
deraha hu sadqah.
Mujhe rehna hai strong 
Dhyan rakhna hai sabka pata bhi
nai chala achanak se 
kaise tapka pareshani,
chod gaya nishani yeah.
Aj gana nai sunane aya hu kahani mei
Subha ka waqt tha
Abba ke sar mei dard tha
Raat ko sone se pehle unke dil mei dar tha
Mummy ka call aya subhe boli woh jaldi se ghar aa
Mei bhagke jake dekha
Abba ka halat bigadta ja rha tha
Andhar ka dard aj chehre pe dikha
Raha tha
Kha par leke jau kuch nhi smjh aa rha tha
Aese tese karkе le gaya unko aspatal
Ek nai do nai teen nai char
Dekha nai tha unka aisa haal
Lekе gaya unhe ambulance mei
Baithke
Pehchan nai rhe the abba
Mujhe dekhke
Mei dekhta hi rehgaya
Kafi din se roya nai tha lekin usdin behgaya
Malik pe tab bhi bharosa tha mei unse kehgaya
Man hi man mei
Mere abba ko lota do
Unke sapne ko pura karne ko firse ek mauka do
Theekh kaise karu mei unhe
Rasta koi
Batado
Abba ko bachalo
Aisa lagra tha
Abba yad dash kho diye
Icu mei dekheke unhe ammi
Bhi roo diye
Par har nahi mane hum
Pata tha woh
Lotenge
Bure khayalat are the
Lekin hum
Rokenge
Chokenge jab dekhenge
Bhagwan ka karishma
Mei tut rha tha
Mujhe lagne laga sadma
Par anu ballu bhai Sumit minta
Shabana didi sab sath the
Family walo ne dia sath
Bole khuda sath hai
Sath hai khuda mere sath hai
Zindagi hai hi aisi cheez din
Kabhi raat hai
Sath hai khuda mere sath hai
Zindagi hai hi aisi cheez din
Kabhi raat hai
Sath hai khuda mere sath hai
Zindagi hai hi aisi cheez din
Kabhi raat hai
Sath hai sath hai khuda sabke
Sath hai zindagi hai aisi cheez
Din kabhi raat hai kya
Alhumdulillah
All praises to allah
Almighty god is great
He is the greatest
Sabke bech rehke bhi akela pan sa mehsoos tha
Stress badnelaga tha
Mei thoda sa confuse tha
Par khoya nahi meine khudko
Shayat soch mei dalneki
Koshish mei hai
Rukko
Jao jhukko
Aur matha teko
Khudake saamne
Madad karenge teri woh khud aake samne
Aameen
Par jo hua hai usse meine kafi kuch seekha hai
Khush rehna seekhle
Khudse kyu roota hai
Andhar se toota
Uthna majboot hoga
Zindagi mei
Aisa kabhi nai bolna ke zindagi hai meri
Gandagi mei
Jo bhi hota hai sab ke peeche kuch na kuch wajah
Dukhi tha mei 3 din
Lekin aj firse maza
Aane laga hai
Abba pure theekh hogaye
Teri raza hai
Takleefo se ladke aur aage
Chala gaya mei
Kal toota tha lekin
Aj bilkul naya mei
Mei laut aya hu tere pass
Kaha tha chala gaya mei
0 notes
adultstories4u · 5 years ago
Link
Bungalow ke ek dusre kamre mein bed par din ke 10 baje Vicky ki enkhen khuli. Vicky ne socha tha ke raat ko so nahin paega uss aadmi ko maar daalne ke baad, soch raha tha nightmares hoga, bure sapne aeinge magar sab ulta huwa sote waqt. Sapne mein Sanjana aayi ek bahot khub surat safed libaas mein jiss mein halke pink colour ke jadiyan lage huwe the, woh ek pari ki tarah dikh rahi thi aur Vicky ko pyar kiya jeise kiya karti thi, apne bhai ko gale lagakar uss ke sar ko thapthapaya aur khub hanss rahi thi. Bahot khush dikh rahi thi.
Vicky ko bahot halka mehsoos huwa uss sapne ko yaad karke aur ussko bilkool kuch nahin feel ho raha tha ke raat ko uss ne kuch bura kaam kiya ho. Koyi afsos bilkool bhi nahin feel ho raha tha ussko. Balke eisa lagta tha ke kuch kiya hi nahin hai ussne….. Yeh ussko bahot heyraan kar rahi thi kyun ke ussne to socha tha ke jeena mushkil ho jaega kissi ke jaan lene ke baad. Magar shayad upar wala hi chahta tha ke woh eisa kare kyun ke thik ussi waqt Vicky ne TV on kiya to dekha ek drama chal raha tha jahan par yeh sunaayi diya ke, “Jab bhi koyi atyachaar karega dunya mein Bhagwaan kissi na kissi ko bhejta hai uss atyachar ko rone ke liye……” Uss line ko sunkar Vicky ko laga ke shayad Bhagwaan hi chahta tha ke unn zalimon ke ant usske haathon ho issi liye ussko kuch bhi feel nahin ho raha tha jeise sab kuch bilkool normal ho raha ho…..
Fresh hone ke baad Vicky ne phir se charon taraf check kiya ke kahin kuch nishaan vaghaira na mile… gadi ko bhi dobara garage mein check karne ko gaya. Sab thik tha iss liye dil ko ziada tasssali huwi.
Ussne Mathur sahab ko phir se phone karke 5 lakh rupay aur mangwaye aur kuch zaroori samaan bhi. Aur iss waqt bungle ka address diya aur direct bungle mein ane ko kaha Mathur sahab ko. Maagar andar ane se pehle wohi sign rakha gaya ke agar koyi khatra hoga to Mathur sahab bungle mein daakhil hone se pehle apna chasma nikal kar saaf karega.
Mathur sahab aya to Vicky ne sab haal sunaya unnko aur Mathur sahab ne kaha ke wohi news chal rahi hai har channel par aur khud Khan investigate kar raha hai ke kiss ne goli maari uss shaksh ko!
Yeh sunkar Vicky muskuraya aur phir kaha,
“Bechara uss Khan ko main dukh de raha hoon aakhir mein usska madad karna hoga….. Rathod ne mujhko bahot kuch bataya Khan ke bare mein ke ACP keise usska dushman hai aur usski raah ka kanta bana huwa hai….”
Mathur sahab ne kaha,
“Kia Rathod se baat huwi?”
“Han huwi magar kum, phir se baat karna hoga usske saath, main ne ussko bola hai ke phir kabhi phone karunga.”
Tab Mathur sahab ne kaha,
“Khan ke aadmiyon ne office ke telephone ko tap karna shuru kar diya hai. Woh ACP bhi saath mein aya tha aur har incoming & outgoing calls ko record kiya jaa raha hai, direct link police control room mein hai, kissi bhi haal mein office phone mat karna beta. Unn sabko shak hai ke tum hum mein se kissi ko contact karoge…”
Vicky bilkool araam se kaha,
“Mujhe koyi fikar nahin weh log kia kar rahe hein bus aap itna koshish kijiyega ke kabhi mujhse milne ao to koyi aap ka peecha na kare nahin to bahot mushkil ho jaega mere liya…..”
Din mein Vicky ne Rita ko contact karke kaha,
“Agar police wale tumse pooche ke kia kal raat ya kissi din tum uss aadmi se mile the to kehna ussko nahin pehchaante aur kabhi nahin dekha ussko, samajh gayi?”
Rita ne kaha han sab thik hai aur samajah gayi kia bolna hoga agar police ne uss se sawaal kiya to.
Phir Din mein hi Vicky gaya address ke motabik unn charon ke ghar ki talaash mein. Ussko koyi jaldi nahin tha. Bilkool araam se ek ek karke sab ka pata lagayega. 5 ghanton ke darmiyaan Vicky ne charon ke bare mein sab kuch pata kar liye. Har kissi ke ghar aur parivaar ke bare mein pata laga liya kaun kahan kaam karta hai kitne baje ghar wapas ata hai aur kab ghar se nikalta hai raat ko sab kuch bilkool pata kar lkiya. Unn mein se 3 ussi sheher ke the sirf ek dusre sheher ka tha. Unn charon mein se jo leader tha uss ke bare mein Vicky ne uss marne wale pehle aadmi se jaankaari haasil nahin kiya ke unn charon mein se leader wala kiss ka naam hai….. uss leader ke liye Vicky ka kuch aur plan tha…. Phir Vicky ne plan kar liya ke agle shikaar se leader ke bare mein pata laga lega aaj hi raat ko agar haath aya to.
Phir Vicky ne Rita ko call karke bulaya milne ke liye. Unn charon mein se Vicky ne ek ko nishana banaaya aur Rita ko usske ghar ke saamne lagaya bilkool ussi tarah lift mangne ke liye aur Vicky door se dekh raha tha. Magar iss ke paas car nahin tha, yeh to paidal nikla ghar se….. Vicky ne iss bare mein to pooch taaj kiya hi nahin….
Ab uss aadmi ko paidal dekh kar Rita ghabra gayi ke ab kia Karen aur mudhkar Vicky ke taraf dekha aur Vicky samajh gaya ke Rita confused ho gayi to turant Vicky ne ussko phone kiya,
Sunon Rita, tum mujhse phone par baat karte huwe uss ke peeche peeche chalo, kareeb, aur ziada kareeb, han…..mujhko koyi jawaab mat dena bus sunte jana mujhko aur ussko dekhte jao, har baar ussko dekho, usske aage jao, thik hai, mudhkar muskurate huwe ussko dekho….. thoda chanchal ada mein apne baal ko peeth se aage karo, phir mudhkar usske chehre mein dekho…..muskurao uss se…. kia woh hanssa tumse…… thik hai bus weise hi karti jao… rijhao ussko…aur rijhao… apne honton ko danton se dabao ussko dekhte huwe…apne blouse ki upar wale button khol do ussko ghurrne do…aur jab woh baat kare tum se to try karo ke aaj raat ko 10 baje bulao tumse milne ko, iss se bhi bilkool wohi kehna ke tumhara pati raat ko kaam par jaega tab usss se mil sakti ho…. Kehna apne ghar mein uss se milogi, kehna ke woh bungla tumhara ghar hai……..”
Rita sab samajh gayi aur sach mein uss kutte ne Rita se khud baat karne mein pehel kiya. Aur fanssa!! Rita ne ussko coffee ke liye usssi waqt invite kiya kareeb mein jahan par walk kar rahe the aur coffee ke dauraan hi raat ke mulakaat ke liye decide ho gaya.
Iss baar raat ko 10 baje Rita aur Vicky donon ussi kamre mein wait kar rahe the ke woh aadmi aakar door bell bajae! Plan ulta tha iss raat ko. Vicky khud ussi kamre mein tha almari ke peeche. Rita ko sab samjha diya ke bilkool ussi tarah issko bhi nanga karke baahar nikal kar chali jana… Rita ne wohi kiya aur jeise Rita ne darwaza band kiya kamre se nikalte huwe Vicky almaari ke peeche se nikla aur ek goli mari uss pagle ke ghutne par….. woh apne ghutne par apne haath rakh kar chillane laga aur Vicky ne music system on karte huwe kaha ,
“Agar chillaya to aur ek goli marunga dusre ghutne par, gaand band kar apna aur chup chaap baith yahan! Iss waqt main maalik hoon tu ghulam jo bhi main kahun woh tummko karna hai aur koyi chara nahin tere paas…..”
Phir Vicky ne taxi wale ko phone kar kaha ke ladki bungle ke baahar hai uss ko chorr diya jaye………
To be continued immediately in next post………………
The post Faraar (Completed) Update No 19 appeared first on Desi Stories.
https://ift.tt/eA8V8J
0 notes
vashikaran2017-blog · 8 years ago
Link
Stri vashikaran, patni vashikaran is the most powder full vashikaran mantra utilized by the spouse to control on her better half. Number of spouse's and wives are utilized distinctive kind of vashikaran mantra, tone totke in such more awful circumstances to control his better half and her psyche. it's simply vashikaran the ladies/stri.
0 notes
abbasizaibi · 8 years ago
Text
Interview With Upcoming Singer Faaz Malik
Interview With Upcoming Singer Faaz Malik
Today on MuzEnt, we are going to share the ezxclusive interview with an upcoming singer Faaz Malik. So, here we go; Previously Shared: Bure Sapne by RD Prince ft. Saifi (Music Video) Q: First of all we want to say welcome to you. Ans: Thanks. Its my pleasure to be a part of your journey. Q: How did you come into music industry? Ans: Oh Interesting one. Actually same question I asked myself many…
View On WordPress
0 notes